Translate

Monday

MAIN

Azaab dhaati hui nekiyon mein zindaa hoon.
Main raah ki nahin manzil ki baat karta hoon.
       
 Ghuroor-o-faqhar nahin sabar meri daulat hai.
 Azeem koshishein karna hi meri fitrat hai. 

Ye qhaasiyat hai meri.
Aam aadmi hoon main.